Ankhiyon ko rahne de, ankhiyon ke aaspaas

अँखियों को रहने दे, अँखियों के आसपास
Work
Year
Language

टूटके दिल के टुकड़े टुकड़े हो गये मेरे सीने में
आ गले लग के मर जाये, क्या रखा है जीने में

अँखियों को रहने दे, अँखियों के आसपास
दूर से दिल की बुझती रहे प्यास

दर्द जमाने में कम नहीं मिलते
सब को मोहब्बत के ग़म नहीं मिलते
टूटनेवाले दिल होते हैं कुछ ख़ास

रह गयी दुनिया में नाम की खुशियाँ
तेरे मेरे किस काम की खुशियाँ
सारी उम्र हम को रहना यूँ उदास

ṭūṭke dil ke ṭukaṛe ṭukaṛe ho gaye mere sīne meṅ
ā gale lag ke mar jāye, kyā rakhā hai jīne meṅ

aṇkhiyoṅ ko rahne de, aṇkhiyoṅ ke āspās
dūr se dil kī bujhtī rahe pyās

dard jamāne meṅ kam nahīṅ milte
sab ko mohabbat ke ġham nahīṅ milte
ṭūṭnevāle dil hote haiṅ kuchh khās

rah gayī duniyā meṅ nām kī khuśhiyāṇ
tere mere kis kām kī khuśhiyāṇ
sārī umr ham ko rahnā yūṇ udās