Angrezee men kahte hain ke I love you

अंग्रेज़ी में कहते हैं के I love you
Work
Year
Language

अंग्रेज़ी में कहते हैं के I love you
गुजराती मा बोले तने प्रेम करूं छूँ, छूँ, छूँ
बंगाली में कहते हैं कि आमी तुमारो भालो बाशी
और पंजाबी में कहते हैं तेरी तो
कि तेरे बिन मर जावां, मैं तैनू प्यार करणा
कि तेरे बिन नैयो लबड़ी, ओ साथी हो, नि बलिये
हम तुमपे इतना डाइंग
जितना सी में पानी लाइंग
आकाश में पंछी फ़्लाइंग
भंवरा बगियन में गाइंग
अंग्रेज़ी में कहते हैं …
इतना करे क्‌यूँ झन्झट
दुनिया क्‌या कहेगी हमको
हम समझा अक्‌कल वाला
बिलकुल इडियट है तुम तो
अंग्रेज़ी में कहते हैं …
तू जलदी से हाँ कर दे
वरना तेरी क़सम कहता हूँ
सारी दुनिया के आगे जानी
अभी पोयज़न खाता हूँ
अंग्रेज़ी में कहते हैं …

aṅgrezī meṅ kahte haiṅ ke I love you
gujrātī mā bole tane prem karūṅ chhūṇ, chhūṇ, chhūṇ
baṅgālī meṅ kahte haiṅ ki āmī tumāro bhālo bāśhī
aur paṅjābī meṅ kahte haiṅ terī to
ki tere bin mar jāvāṅ, maiṅ tainū pyār karṇā
ki tere bin naiyo labaṛī, o sāthī ho, ni baliye
ham tumpe itnā ḍāiṅg
jitnā sī meṅ pānī lāiṅg
ākāśh meṅ paṅchhī flāiṅg
bhaṅvrā bagiyan meṅ gāiṅg
aṅgrezī meṅ kahte haiṅ …
itnā kare k‌yūṇ jhanjhaṭ
duniyā k‌yā kahegī hamko
ham samjhā ak‌kal vālā
bilkul iḍiyaṭ hai tum to
aṅgrezī meṅ kahte haiṅ …
tū jaldī se hāṇ kar de
varnā terī qasam kahtā hūṇ
sārī duniyā ke āge jānī
abhī poyazan khātā hūṇ
aṅgrezī meṅ kahte haiṅ …