Angaraaee teree hai bahaanaa

अंगड़ाई तेरी है बहाना
Work
Year
Language

अंगड़ाई तेरी है बहाना
साफ़ कह दो कि जाना, जाना

तेरी उठती जवानी पुकारे
तेरा यौवन किसी को ललकारे
दिल की धक-धक
दिल की धक-धक ये कह रही है
चोरी-चोरी बलम ज़रा आना

झूठी निंदिया आँखों में छा रही है
याद पिया प्यारे की आ रही है
वो जो नस-नस में
वो जो नस-नस में बस रहें हैं
ये अदायें उन्हें भी दिखलाना

मन-मन हमें न गालियाँ दो
लो चली मैं यहाँ से अजी ओ-ओ
कोई कब-तक
कोई कब-तक ऐसों के पास आये
जिनके दिल में औरों का हो ठिकाना

aṅgaṛāī terī hai bahānā
sāf kah do ki jānā, jānā

terī uṭhtī javānī pukāre
terā yauvan kisī ko lalkāre
dil kī dhak-dhak
dil kī dhak-dhak ye kah rahī hai
chorī-chorī balam zarā ānā

jhūṭhī niṅdiyā āṇkhoṅ meṅ chhā rahī hai
yād piyā pyāre kī ā rahī hai
vo jo nas-nas meṅ
vo jo nas-nas meṅ bas raheṅ haiṅ
ye adāyeṅ unheṅ bhī dikhlānā

man-man hameṅ na gāliyāṇ do
lo chalī maiṅ yahāṇ se ajī o-o
koī kab-tak
koī kab-tak aisoṅ ke pās āye
jinke dil meṅ auroṅ kā ho ṭhikānā