अंधे जहाँ के अंधे रास्ते, जायें तो जायें कहाँ
अंधे जहान के अंधे रास्ते, जाएं तो जाएं कहाँ
दुनिया तो दुनिया, तू भी पराया, हम यहाँ ना वहाँ
जीने की चाहत नहीं, मर के भी राहत नहीं
इस पार आँसू, उस पार आहें, दिल मेरा बेज़ुबां
अंधे जहान के …
हम को न कोई बुलाए, ना कोई पलकें बिछाए
ऐ ग़म के मारों, मंज़िल वहीं है, दम ये टूटे जहाँ
अंधे जहान के …
आग़ाज़ के दिन तेरा अंजाम तय हो चुका
जलते रहें हैं, जलते रहेंगे, ये ज़मीं आसमां
अंधे जहान के …
aṅdhe jahān ke aṅdhe rāste, jāeṅ to jāeṅ kahāṇ
duniyā to duniyā, tū bhī parāyā, ham yahāṇ nā vahāṇ
jīne kī chāhat nahīṅ, mar ke bhī rāhat nahīṅ
is pār āṇsū, us pār āheṅ, dil merā bezubāṅ
aṅdhe jahān ke …
ham ko na koī bulāe, nā koī palkeṅ bichhāe
ai ġham ke māroṅ, maṅzil vahīṅ hai, dam ye ṭūṭe jahāṇ
aṅdhe jahān ke …
āġhāz ke din terā aṅjām tay ho chukā
jalte raheṅ haiṅ, jalte raheṅge, ye zamīṅ āsmāṅ
aṅdhe jahān ke …