क्या कभी सवेरा लाता है अंधेरा
सूखी सियाही देती है गवाही
सदियों पुरानी ऐसी इक कहानी
रह गयी, रह गयी, अनकही ...
क्या कभी बहार भी, पेशगी लाती है
आने वाले पतझड़ की
बारिशें नाराज़गी भी जता जाती है
कभी कभी अम्बर की
पत्तें जो शाखों से टूटे
बेवजह तो नहीं रूठे हैं सभी
ख्वाबों का झरोंखा, सच था या धोखा
माथा सहला के निंदिया चुराई
सदियों पुरानी ऐसी इक कहानी
रह गयी, रह गयी, अनकही ...
अनकही
Work
Year
Language
kyā kabhī saverā lātā hai aṅdherā
sūkhī siyāhī detī hai gavāhī
sadiyoṅ purānī aisī ik kahānī
rah gayī, rah gayī, anakhī ...
kyā kabhī bahār bhī, peśhgī lātī hai
āne vāle patjhaṛ kī
bāriśheṅ nārāzgī bhī jatā jātī hai
kabhī kabhī ambar kī
patteṅ jo śhākhoṅ se ṭūṭe
bevjah to nahīṅ rūṭhe haiṅ sabhī
khvāboṅ kā jharoṅkhā, sach thā yā dhokhā
māthā sahlā ke niṅdiyā churāī
sadiyoṅ purānī aisī ik kahānī
rah gayī, rah gayī, anakhī ...