अल्लाह भी है मल्लाह भी है
अल्लाह भी है मल्लाह भी है -2
कश्ती है की डूबी जाती है
अल्लाह भी है मल्लाह भी है
हम डूब तो जाएंगे लेकिन
दोनों ही पे तोहमत आती है
अल्लाह भी है मल्लाह भी है
इक शमा घिरी है आँधी में
बुझती भी नही जलती भी नही
शमशीर-ए-मोहब्बत क्या कहिये
रुकती भी नही चलती भी नही
मजबूर मोहब्बत रेह रेह कर
हर साँस ठोकर खाती है
अल्लाह भी है मल्लाह भी है
एक ख्वाब नज़र सा आया था
कुछ देख लिया कुछ टूट गया
एक तीर जिगर पर खाया था
कुछ डूब गया कुछ टूट गया -2
क्या मौत की आमद आमद है -2
क्युं नींद सी आयी जाती है
अल्लाह भी है मल्लाह भी है
allāh bhī hai mallāh bhī hai -2
kaśhtī hai kī ḍūbī jātī hai
allāh bhī hai mallāh bhī hai
ham ḍūb to jāeṅge lekin
donoṅ hī pe tohmat ātī hai
allāh bhī hai mallāh bhī hai
ik śhamā ghirī hai āṇdhī meṅ
bujhtī bhī nahī jaltī bhī nahī
śhamśhīr-e-mohabbat kyā kahiye
ruktī bhī nahī chaltī bhī nahī
majbūr mohabbat reh reh kar
har sāṇs ṭhokar khātī hai
allāh bhī hai mallāh bhī hai
ek khvāb nazar sā āyā thā
kuchh dekh liyā kuchh ṭūṭ gayā
ek tīr jigar par khāyā thā
kuchh ḍūb gayā kuchh ṭūṭ gayā -2
kyā maut kī āmad āmad hai -2
kyuṅ nīṅd sī āyī jātī hai
allāh bhī hai mallāh bhī hai