अल्ला अल्ला अल्ला वो ले गया चाँदी छल्ला
अल्ला अल्ला अल्ला वो ले गया चाँदी छल्ला -2
मैं भी उसका दिल ले लूँगी कल को ( इन्शा-अल्ला ) -2
अल्ला अल्ला …
हाथ को जो थामा तो काँपने लगी मैं
आग लगी तन में और हाँफ़ने लगी मैं
कोई मेरी साँसों से तार झनझनाए
जाने अब क्या होगा ये सोचने लगी मैं
अल्ला अल्ला …
हाय रे शरम से फिर लाल हुआ चेहरा
लाल भी कुछ ऐसा गुलाल हुआ चेहरा
बन गई मुसीबत ये फूल सी जवानी
हाल क्या बताऊँ जो हाल हुआ मेरा
अल्ला अल्ला …
कलियाँ कुँवारी पहचानती हैं जिसको
फूल भी कहेंगे वो चोर है हमारा
अल्ला अल्ला …
allā allā allā vo le gayā chāṇdī chhallā -2
maiṅ bhī uskā dil le lūṇgī kal ko ( inśhā-allā ) -2
allā allā …
hāth ko jo thāmā to kāṇpne lagī maiṅ
āg lagī tan meṅ aur hāṇfne lagī maiṅ
koī merī sāṇsoṅ se tār jhanajhnāe
jāne ab kyā hogā ye sochne lagī maiṅ
allā allā …
hāy re śharam se phir lāl huā chehrā
lāl bhī kuchh aisā gulāl huā chehrā
ban gaī musībat ye phūl sī javānī
hāl kyā batāūṇ jo hāl huā merā
allā allā …
kaliyāṇ kuṇvārī pahchāntī haiṅ jisko
phūl bhī kaheṅge vo chor hai hamārā
allā allā …