Akhiyaan milaake jiyaa bharmaa ke

अखियाँ मिलाके जिया भरमा के
Work
Year
Language

(अखियाँ मिलाके जिया भरमा के
चले नहीं जाना, (हो चले नहीं जाना - 2) ) - 2

जाओ तो जाने ना दूंगी मैं रस्ता रोक लूंगी - 2
हो सैंया के पैंय्या पड़ जाऊंगी रोके कहूंगी - 2
अखियाँ मिला के …

आहों के बदले आहें लेना जी दगा नहीं देना - 2
हां नैन भरे ना रोए रोए दिल ये कहे ना - 2
अखियाँ मिला के …

जाने का नाम न लो राजा जी दिल बैठा जाए - 2
हां देखो जी देखो दुखी दिल की परे ना हाय - 2
अखियाँ मिला के …

(akhiyāṇ milāke jiyā bharmā ke
chale nahīṅ jānā, (ho chale nahīṅ jānā - 2) ) - 2

jāo to jāne nā dūṅgī maiṅ rastā rok lūṅgī - 2
ho saiṅyā ke paiṅyyā paṛ jāūṅgī roke kahūṅgī - 2
akhiyāṇ milā ke …

āhoṅ ke badle āheṅ lenā jī dagā nahīṅ denā - 2
hāṅ nain bhare nā roe roe dil ye kahe nā - 2
akhiyāṇ milā ke …

jāne kā nām na lo rājā jī dil baiṭhā jāe - 2
hāṅ dekho jī dekho dukhī dil kī pare nā hāy - 2
akhiyāṇ milā ke …