अजी ऐसा मौका फिर कहाँ मिलेगा
अजी ऐसा मौका फिर कहाँ मिलेगा
हमारे जैसा दिल कहाँ मिलेगा
आओ तुमको दिखलाता हूँ
पैरिस की एक रंगीं शाम, देखो देखो देखो देखो देखो
An Evening in Paris
देखो ये परियों की टोली, मीठी मीठी जिनकी बोली
क्या क्या रंग दिल पर जमाए
जलवों की ये आँख मिचौली
अजी ऐसा मौका …
हाथों में हाथों को डाले, फिरते हैं आशिक़ निराले
ढूँढो यहाँ तुम भी साथी, मिल जाएंगे हुस्न वाले
अजी ऐसा मौका …
अपने दिल का दामन भर लो, मर जाओगे प्यार कर लो
कल का सपना किस ने देखा, इन राहों से आज गुज़र लो
अजी ऐसा मौका …
ajī aisā maukā phir kahāṇ milegā
hamāre jaisā dil kahāṇ milegā
āo tumko dikhlātā hūṇ
pairis kī ek raṅgīṅ śhām, dekho dekho dekho dekho dekho
An Evening in Paris
dekho ye pariyoṅ kī ṭolī, mīṭhī mīṭhī jinkī bolī
kyā kyā raṅg dil par jamāe
jalvoṅ kī ye āṇkh michaulī
ajī aisā maukā …
hāthoṅ meṅ hāthoṅ ko ḍāle, phirte haiṅ āśhiq nirāle
ḍhūṇḍho yahāṇ tum bhī sāthī, mil jāeṅge husn vāle
ajī aisā maukā …
apne dil kā dāman bhar lo, mar jāoge pyār kar lo
kal kā sapnā kis ne dekhā, in rāhoṅ se āj guzar lo
ajī aisā maukā …