ऐसी मुहब्बत से हुम बाज़ आये
ऐसी मुहब्बत से हम बाज़ आये
जो दिल को जलाये सताये दुखाये
दिल को जलाये सताये दुखाये
ऐसी मुहब्बत से हम बाज़ आये
जो दिल को जलाये सताये दुखाये
(बनाकर तुम्हें अपना क्या हमने पाया
खुशी लुट गयी चैन दिल का गंवाया) -2
बड़े ग़म सहे और बहुत दुख उठाये
ऐसी मुहब्बत से हम बाज़ आये …
(तसव्वुर में तुमसे हुई कितनी बातें
गुज़ारी बहुत जाग कर हमने रातें) -2
कभी हमने छुप छुप के आंसू बहाये
ऐसी मुहब्बत से हम बाज़ आये …
ऐसी मुहब्बत से हम बाज़ आये
जो दिल को जलाये सताये दुखाये
दिल को जलाये सताये दुखाये
aisī muhabbat se ham bāz āye
jo dil ko jalāye satāye dukhāye
dil ko jalāye satāye dukhāye
aisī muhabbat se ham bāz āye
jo dil ko jalāye satāye dukhāye
(banākar tumheṅ apnā kyā hamne pāyā
khuśhī luṭ gayī chain dil kā gaṅvāyā) -2
baṛe ġham sahe aur bahut dukh uṭhāye
aisī muhabbat se ham bāz āye …
(tasavvur meṅ tumse huī kitnī bāteṅ
guzārī bahut jāg kar hamne rāteṅ) -2
kabhī hamne chhup chhup ke āṅsū bahāye
aisī muhabbat se ham bāz āye …
aisī muhabbat se ham bāz āye
jo dil ko jalāye satāye dukhāye
dil ko jalāye satāye dukhāye