ऐसी हसीन चाँदनी पहले कभी न थी
ऐसी हसीन चाँदनी पहले कभी न थी -2
( शामिल है इसमें आपके ) -2 चेहरे का नूर भी
ऐसी हसीन चाँदनी …
ज़ुल्फ़ें हैं या घटाओं की परछाइयाँ सी -2
आँखों में नीली झील की गहराइयाँ सी
लब हैं कली गुलाब की रूप चम्पई -2
ऐसी हसीन चाँदनी …
कीजे मेरा ख़्याल अजी कुछ तो सोचिए -2
अपनी निग़ाह अपने तबस्सुम को रोकिए
हद से गुज़रती जाए है दीवानगी मेरी -2
ऐसी हसीन चाँदनी …
तनहाइयों का प्यार से दामन सजाइए -2
तड़पा लिया सता लिया अब आ भी जाइए
कब से इन्तज़ार में बाँहें खुली हुई -2
ऐसी हसीन चाँदनी …
aisī hasīn chāṇdnī pahle kabhī na thī -2
( śhāmil hai ismeṅ āpke ) -2 chehre kā nūr bhī
aisī hasīn chāṇdnī …
zulfeṅ haiṅ yā ghaṭāoṅ kī parchhāiyāṇ sī -2
āṇkhoṅ meṅ nīlī jhīl kī gahrāiyāṇ sī
lab haiṅ kalī gulāb kī rūp champaī -2
aisī hasīn chāṇdnī …
kīje merā khyāl ajī kuchh to sochie -2
apnī niġhāh apne tabassum ko rokie
had se guzartī jāe hai dīvāngī merī -2
aisī hasīn chāṇdnī …
tanhāiyoṅ kā pyār se dāman sajāie -2
taṛpā liyā satā liyā ab ā bhī jāie
kab se intazār meṅ bāṇheṅ khulī huī -2
aisī hasīn chāṇdnī …