ऐसे टूटे तार के मेरे गीत अधूरे रह गये
ऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये
गीत अधूरे रह गये
ऐसा टूटा दिल के टुकड़े, आँसू बन कर बह गये
आँसू बन कर बह गये
प्यार की इक तस्वीर बनाकर, किस्मत ने खुद ठुकरा दी
किस्मत ने खुद ठुकरा दी
आँसू देकर इन नैनों को, मुझको देदी बरबादी
मुझको देदी बरबादी
इक दिन यही होना था ये, आँसू बह कर कह गये
आँसू बह कर कह गये
ऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये …
कोई जब ये गीत सुनेगा, प्यार का फिर वो नाम ना लेगा
प्यार का फिर वो नाम ना लेगा
प्यार किया तो यूँही जलेगा, तड़पेगा रोयेगा
तड़पेगा रोयेगा
हम तो हैं पत्थर के इन्साँ, हम तो ये दुख सह गये
हम तो ये दुख सह गये
ऐसे टूटे तार के मेरे, गीत अधूरे रह गये …
aise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye
gīt adhūre rah gaye
aisā ṭūṭā dil ke ṭukaṛe, āṇsū ban kar bah gaye
āṇsū ban kar bah gaye
pyār kī ik tasvīr banākar, kismat ne khud ṭhukrā dī
kismat ne khud ṭhukrā dī
āṇsū dekar in nainoṅ ko, mujhko dedī barbādī
mujhko dedī barbādī
ik din yahī honā thā ye, āṇsū bah kar kah gaye
āṇsū bah kar kah gaye
aise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye …
koī jab ye gīt sunegā, pyār kā phir vo nām nā legā
pyār kā phir vo nām nā legā
pyār kiyā to yūṇhī jalegā, taṛpegā royegā
taṛpegā royegā
ham to haiṅ patthar ke insāṇ, ham to ye dukh sah gaye
ham to ye dukh sah gaye
aise ṭūṭe tār ke mere, gīt adhūre rah gaye …