ऐ सनम यह ज़िन्दगी आई है लेकर ख़ुशी
ऐ सनम यह ज़िन्दगी आई है लेकर ख़ुशी
कर ले बातें प्यार की
फैली है देखो चाँदनी तू मेरा और मैं तेरी
फूलों की बरात है तारों भरी रात है
तेरा मेरा साथ है
दिल का कहना मान ले यह रात फिर न आएगी
आए दिन क़रार के मौसम-ए-बहार के
तेरे मेरे प्यार के
तुझको मेरी क़सम तू सुन ले दिल की रागनी
ai sanam yah zindgī āī hai lekar khuśhī
kar le bāteṅ pyār kī
phailī hai dekho chāṇdnī tū merā aur maiṅ terī
phūloṅ kī barāt hai tāroṅ bharī rāt hai
terā merā sāth hai
dil kā kahnā mān le yah rāt phir na āegī
āe din qarār ke mausam-e-bahār ke
tere mere pyār ke
tujhko merī qasam tū sun le dil kī rāgnī