ऐ सनम मेरी बाहों में आ
दिल से क्यूं रहे धड़कन जुदा
जीना भी क्या जीना तेरे बिना
ऐ सनम मेरी …
दिल करता रहा अरमानों का शोर
फिर भी जान-ए-जानां थामे रहा मैं दिल को
मैं भी साजना कैसे क्या कहूं
धड़कन की जुबां से आओ सुनाऊं तुमको
आशिक़ी के तू नग़में सुना
दिल से क्यूं रहे …
जो मिलने न दे हमको प्यार में
आओ आज ऐसी रस्मों को तोड़ डालें
दिल में ना रहे कोई आरज़ू
मिलके आज सारे अरमान हम निकालें
प्यार बन के आ मुझमें समा
दिल से क्यूं रहे …
ai sanam merī bāhoṅ meṅ ā
dil se kyūṅ rahe dhaṛkan judā
jīnā bhī kyā jīnā tere binā
ai sanam merī …
dil kartā rahā armānoṅ kā śhor
phir bhī jān-e-jānāṅ thāme rahā maiṅ dil ko
maiṅ bhī sājnā kaise kyā kahūṅ
dhaṛkan kī jubāṅ se āo sunāūṅ tumko
āśhiqī ke tū naġhmeṅ sunā
dil se kyūṅ rahe …
jo milne na de hamko pyār meṅ
āo āj aisī rasmoṅ ko toṛ ḍāleṅ
dil meṅ nā rahe koī ārazū
milke āj sāre armān ham nikāleṅ
pyār ban ke ā mujhmeṅ samā
dil se kyūṅ rahe …