ऐ सनम जिसने तुझे चाँद सी सूरत दी है
ऐ सनम जिसने तुझे चाँद सी सूरत दी है
उसी मालिक ने मुझे भी तो मोहब्बत दी है
ऐ सनम जिसने तुझे …
फूल उठा ले तो कलाई में लचक आ जाए
तुझ हसीना को ख़ुदा ने वो नज़ाक़त दी है
मैं जिसे प्यार से छू लूँ वो ही हो जाए मेरा
उसी मालिक ने …
मैं गुज़रता ही गया तेरी हसीं राहों से
इक तेरे प्यार ने क्या-क्या मुझे हिम्मत दी है
मेरे दिल को भी ज़रा देख कहाँ तक हूँ मैं
उसी मालिक ने …
तू अगर चाहे तो दुनिया को नचा दे ज़ालिम
चाल दी है तुझे मालिक ने क़यामत दी है
मैं अगर चाहूँ तो पत्थर को बना दूँ पानी
उसी मालिक ने …
ai sanam jisne tujhe chāṇd sī sūrat dī hai
usī mālik ne mujhe bhī to mohabbat dī hai
ai sanam jisne tujhe …
phūl uṭhā le to kalāī meṅ lachak ā jāe
tujh hasīnā ko khudā ne vo nazāqat dī hai
maiṅ jise pyār se chhū lūṇ vo hī ho jāe merā
usī mālik ne …
maiṅ guzartā hī gayā terī hasīṅ rāhoṅ se
ik tere pyār ne kyā-kyā mujhe himmat dī hai
mere dil ko bhī zarā dekh kahāṇ tak hūṇ maiṅ
usī mālik ne …
tū agar chāhe to duniyā ko nachā de zālim
chāl dī hai tujhe mālik ne qayāmat dī hai
maiṅ agar chāhūṇ to patthar ko banā dūṇ pānī
usī mālik ne …