ऐ प्यार तेरी दुनिया से हम्
बहारें बेच डाली, फूँक डाला आशियाने को
ज़रा सी राख रख दी, बेवफ़ा तेरे दिखाने को
ऐ प्यार तेरी दुनिया से हम बस इतनी निशानी लेके चले
एक टूट हुअ दिल साथ रहा, एक रोती जवानी लेके चले
आए थे बडे अरमान लिये, सीने में कई तूफ़ान लिये
अन्जाम ये है, सीने में दबी एक ग़म की कहानी लेके चले
अए प्यार तेरी दुनिया से हम …
दो दिन की मुहब्बत में आखिर, हम तेरी गली से क्या लेते
इतनी भी नवाज़िश है तेरी, आँखों में ये पानी लेके चले
अए प्यार तेरी दुनिया से हम …
bahāreṅ bech ḍālī, phūṇk ḍālā āśhiyāne ko
zarā sī rākh rakh dī, bevafā tere dikhāne ko
ai pyār terī duniyā se ham bas itnī niśhānī leke chale
ek ṭūṭ hua dil sāth rahā, ek rotī javānī leke chale
āe the baḍe armān liye, sīne meṅ kaī tūfān liye
anjām ye hai, sīne meṅ dabī ek ġham kī kahānī leke chale
ae pyār terī duniyā se ham …
do din kī muhabbat meṅ ākhir, ham terī galī se kyā lete
itnī bhī navāziśh hai terī, āṇkhoṅ meṅ ye pānī leke chale
ae pyār terī duniyā se ham …