Ai muhabbat teree daastaan ke lie ... main hoon taiyaar har imtehaan ke lie

ऐ मुहब्बत तेरी दास्तां के लिए ... मैं हूँ तैयार हर इम्तेहां के लिए
Work
Year
Language

ऐ मुहब्बत -2
ओय ओय -2
ऐ मुहब्बत तेरी दास्तां के लिए
मैं हूँ तैयार हर इम्तेहां के लिए
जान बुलबुल की है गुलिस्तां के लिए
ऐ मुहब्बत तेरी दास्तां के …

इक शोला हूँ मैं इक बिजली हूँ मैं
आग रखकर हथेली पे निकली हूँ मैं
दुश्मनों के हर एक आशियाँ के लिए
जान बुलबुल की है …

ये ज़माना अभी मुझको जाना नहीं
सिर कटाना है पर सिर झुकाना नहीं
मुझको मरना है अपने हिन्दुस्तां के लिए
जान बुलबुल की है …

हर करम अपना करेंगे -2 ऐ वतन तेरे लिए
दिल दिया है जां भी देंगे ऐ वतन तेरे लिए

मेरा कर्मा तू मेरा धर्मा तू
तेरा सब कुछ मैं मेरा सब कुछ तू
हर करम अपना करेंगे ऐ वतन तेरे लिए
दिल दिया है जां भी देंगे ऐ वतन तेरे लिए

ai muhabbat -2
oy oy -2
ai muhabbat terī dāstāṅ ke lie
maiṅ hūṇ taiyār har imtehāṅ ke lie
jān bulbul kī hai gulistāṅ ke lie
ai muhabbat terī dāstāṅ ke …

ik śholā hūṇ maiṅ ik bijlī hūṇ maiṅ
āg rakhkar hathelī pe niklī hūṇ maiṅ
duśhmnoṅ ke har ek āśhiyāṇ ke lie
jān bulbul kī hai …

ye zamānā abhī mujhko jānā nahīṅ
sir kaṭānā hai par sir jhukānā nahīṅ
mujhko marnā hai apne hindustāṅ ke lie
jān bulbul kī hai …

har karam apnā kareṅge -2 ai vatan tere lie
dil diyā hai jāṅ bhī deṅge ai vatan tere lie

merā karmā tū merā dharmā tū
terā sab kuchh maiṅ merā sab kuchh tū
har karam apnā kareṅge ai vatan tere lie
dil diyā hai jāṅ bhī deṅge ai vatan tere lie