Ai mohabbat meree duniyaa men teraa kaam na thaa

ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया में तेरा काम न था
Year
Language

ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया में तेरा काम न था
तू ना आई थी तो ग़म का भी कहीं नाम न था
ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया …

जाने क्‌यूँ आज है शिकवा मुझे दुनिया भर से
इससे पहले तो किसी पर कोई इल्ज़ाम न था
ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया …

मेरी क़िस्मत कि मुझे अश्क़ ही पीने को मिले
मेरे हिस्से में मोहब्बत का कोई जाम न था
ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया …

देने वाले मुझे क्‌यों तूने मोहब्बत दे दी
क्‌या मुझे इश्क़ से पहले कोई आराम न था
ऐ मोहब्बत मेरी दुनिया …

ai mohabbat merī duniyā meṅ terā kām na thā
tū nā āī thī to ġham kā bhī kahīṅ nām na thā
ai mohabbat merī duniyā …

jāne k‌yūṇ āj hai śhikvā mujhe duniyā bhar se
isse pahle to kisī par koī ilzām na thā
ai mohabbat merī duniyā …

merī qismat ki mujhe aśhq hī pīne ko mile
mere hisse meṅ mohabbat kā koī jām na thā
ai mohabbat merī duniyā …

dene vāle mujhe k‌yoṅ tūne mohabbat de dī
k‌yā mujhe iśhq se pahle koī ārām na thā
ai mohabbat merī duniyā …