ऐ मेरी आँखों के पहले सपने
ल: ऐ मेरी आँखों के पहले सपने
रंगीन सपने मासूम सपने
पलकों का पलना झुलाऊँ तुझे
गा-गा के लोरी सुलाऊँ तुझे
ऐ मेरी आँखों के …
एक-एक पल गिनूँ उस घड़ी के लिए
जिसकी उम्मीद में हर कोई माँ जिए
ऐ मेरी आँखों के …
मु: ओ ऐ मेरी आँखों के …
मैं अभी से तेरी सुन रहा हूँ सदा
दूर जैसे कहीं साज़ हो बज रहा
ऐ मेरी आँखों के …
दो: ऐ मेरी आँखों के …
la: ai merī āṇkhoṅ ke pahle sapne
raṅgīn sapne māsūm sapne
palkoṅ kā palnā jhulāūṇ tujhe
gā-gā ke lorī sulāūṇ tujhe
ai merī āṇkhoṅ ke …
ek-ek pal ginūṇ us ghaṛī ke lie
jiskī ummīd meṅ har koī māṇ jie
ai merī āṇkhoṅ ke …
mu: o ai merī āṇkhoṅ ke …
maiṅ abhī se terī sun rahā hūṇ sadā
dūr jaise kahīṅ sāz ho baj rahā
ai merī āṇkhoṅ ke …
do: ai merī āṇkhoṅ ke …