Ai mere udaas man chal donon kaheen door chale

ऐ मेरे उदास मन चल दोनों कहीं दूर चले
Year
Language

ऐ मेरे उदास मन
चल दोनों कहीं दूर चले
मेरे हमदम तेरी मंज़िल
ये नहीं ये नहीं कोई और है
ऐ मेरे उदास मन …

इस बगिया का हर फूल देता है चुभन काँटों की
सपने हो जाते हैं धूल क्‌या बात करे सपनों की
मेरे साथी तेरी दुनियाँ
ये नहीं ये नहीं कोई और है
ऐ मेरे उदास मन …

जाने मुझ से हुई क्‌या भूल जिसे भूल सका न कोई
पछतावे के आँसू मेरे आँख भले ही रोये
ओ रे पगले तेरा अपना
ये नहीं ये नहीं कोई और है
ऐ मेरे उदास मन …

पत्थर भी कभी इक दिन देखा है पिघल जाते हैं
बन जाते हैं शीतल नीर झरनों में बदल जाते हैं
तेरी पीड़ा से जो पिघले
ये नहीं ये नहीं कोई और है
ऐ मेरे उदास मन …

ai mere udās man
chal donoṅ kahīṅ dūr chale
mere hamdam terī maṅzil
ye nahīṅ ye nahīṅ koī aur hai
ai mere udās man …

is bagiyā kā har phūl detā hai chubhan kāṇṭoṅ kī
sapne ho jāte haiṅ dhūl k‌yā bāt kare sapnoṅ kī
mere sāthī terī duniyāṇ
ye nahīṅ ye nahīṅ koī aur hai
ai mere udās man …

jāne mujh se huī k‌yā bhūl jise bhūl sakā na koī
pachhtāve ke āṇsū mere āṇkh bhale hī roye
o re pagle terā apnā
ye nahīṅ ye nahīṅ koī aur hai
ai mere udās man …

patthar bhī kabhī ik din dekhā hai pighal jāte haiṅ
ban jāte haiṅ śhītal nīr jharnoṅ meṅ badal jāte haiṅ
terī pīṛā se jo pighle
ye nahīṅ ye nahīṅ koī aur hai
ai mere udās man …