ऐ मेरे दिल कहीं और चल
ग़म की दुनिया से दिल भर गया
ढूँढ ले अब कोई घर नया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
चल जहाँ गम के मारे न हों
झूठी आशा के तारे न हों
झूठी आशा के तारे न हों
इन बहारों से क्या फ़ायदा
जिस में दिल की कली जल गई
ज़ख़्म फिर से हरा हो गया
ऐ मेरे दिल कहीं और चल
चार आँसू कोई रो दिया
फेर के मुँह कोई चल दिया
फेर के मुँह कोई चल दिया
लुट रहा था किसी का जहाँ
देखती रह गई ये ज़मीं
चुप रहा बेरहम आसमां
ऐ मेरे दिल कहीं और चल्
ai mere dil kahīṅ aur chal
ġham kī duniyā se dil bhar gayā
ḍhūṇḍh le ab koī ghar nayā
ai mere dil kahīṅ aur chal
chal jahāṇ gam ke māre na hoṅ
jhūṭhī āśhā ke tāre na hoṅ
jhūṭhī āśhā ke tāre na hoṅ
in bahāroṅ se kyā fāydā
jis meṅ dil kī kalī jal gaī
zakhm phir se harā ho gayā
ai mere dil kahīṅ aur chal
chār āṇsū koī ro diyā
pher ke muṇh koī chal diyā
pher ke muṇh koī chal diyā
luṭ rahā thā kisī kā jahāṇ
dekhtī rah gaī ye zamīṅ
chup rahā beraham āsmāṅ
ai mere dil kahīṅ aur chal