Ai mere dil-e-naadaan, too gam se naa ghabraanaa

ऐ मेरे दिल-ए-नादां, तू गम से ना घबराना
Year
Language

ऐ मेरे दिल-ए-नादां, तू गम से ना घबराना
एक दिन तो समझ लेगी दुनिया तेरा अफ़साना

अरमान भरे दिल में, ज़ख़्मों को जगह दे दे
भड़के हुए शोलों को कुछ और हवा दे दे
बनती है तो बन जाये ये जिंदगी अफ़साना

फरियाद से क्या हासिल, रोने से नतीजा क्या
बेकार हैं ये बातें, इन बातों से होगा क्या
अपना भी घड़ी भर में बन जाता है बेगाना

ai mere dil-e-nādāṅ, tū gam se nā ghabrānā
ek din to samajh legī duniyā terā afsānā

armān bhare dil meṅ, zakhmoṅ ko jagah de de
bhaṛke hue śholoṅ ko kuchh aur havā de de
bantī hai to ban jāye ye jiṅdgī afsānā

phariyād se kyā hāsil, rone se natījā kyā
bekār haiṅ ye bāteṅ, in bātoṅ se hogā kyā
apnā bhī ghaṛī bhar meṅ ban jātā hai begānā