Ai khudaa, har phaislaa teraa mujhe manjoor hai

ऐ खुदा, हर फैसला तेरा मुझे मंजूर है
Work
Year
Language

ऐ खुदा, हर फ़ैसला तेरा मुझे मंजूर है
सामने तेरे तेरा बंदा बहोत मजबूर है

हर दुवां मेरी किसी दीवार से टकरा गयी
बेअसर होकर मेरी फ़र्याद वापस आ गयी
इस ज़मीन से आसमां शायद बहोत ही दूर है

एक गुल से तो उजड़ जाते नहीं फूलों के बाग
क्या हुआ तूने बुझा डाला मेरे घर का चिराग
कम नहीं है रोशनी, हर शय में तेरा नूर है

ai khudā, har faislā terā mujhe maṅjūr hai
sāmne tere terā baṅdā bahot majbūr hai

har duvāṅ merī kisī dīvār se ṭakrā gayī
beasar hokar merī faryād vāpas ā gayī
is zamīn se āsmāṅ śhāyad bahot hī dūr hai

ek gul se to ujaṛ jāte nahīṅ phūloṅ ke bāg
kyā huā tūne bujhā ḍālā mere ghar kā chirāg
kam nahīṅ hai rośhnī, har śhay meṅ terā nūr hai