ऐ जान-ए-जिगर दिल में समाने आ जा
ऐ जान-ए-जिगर दिल में समाने आ जा
उजड़ी हुई बस्ती को बसाने आ जा
दर्द से बेताब है तू जान-ए-तमन्ना
आराम का पैग़ाम सुनाने आ जा
परवाना बड़ी देर से है आस लगाये
ऐ शम्मा न कर देर जलाने आ जा
तरसी हुई नज़रों को है दीदार की हसरत
बरखा की तरह प्यास बुझाने आ जा
ai jān-e-jigar dil meṅ samāne ā jā
ujaṛī huī bastī ko basāne ā jā
dard se betāb hai tū jān-e-tamannā
ārām kā paiġhām sunāne ā jā
parvānā baṛī der se hai ās lagāye
ai śhammā na kar der jalāne ā jā
tarsī huī nazroṅ ko hai dīdār kī hasrat
barkhā kī tarah pyās bujhāne ā jā