ऐ हुस्न-परी-चेहरा क्यों इतनी दर्दमंद हो
ऐ हुस्न-परी-चेहरा क्यों इतनी दर्दमंद हो
दुनिया की मंज़िलों पर तुम ही मुझे पसंद हो
शबनम के दिल की धड़कन महसूस कर रही हो
तुम कितनी नर्म-दिल हो आहें सी भर रही हो
ऐ हुस्न-परी-चेहरा …
इतना ख़्याल कोई करता नहीं किसी का
तुमने बदल दिया है रुख़ मेरी ज़िन्दगी का
ऐ हुस्न-परी-चेहरा …
सब कुछ था पास मेरे लेकिन न ये ख़ुशी थी
पूरी हुई है तुमसे जीवन में जो कमी थी
ऐ हुस्न-परी-चेहरा …
ai husn-parī-chehrā kyoṅ itnī dardamaṅd ho
duniyā kī maṅziloṅ par tum hī mujhe pasaṅd ho
śhabnam ke dil kī dhaṛkan mahsūs kar rahī ho
tum kitnī narm-dil ho āheṅ sī bhar rahī ho
ai husn-parī-chehrā …
itnā khyāl koī kartā nahīṅ kisī kā
tumne badal diyā hai rukh merī zindgī kā
ai husn-parī-chehrā …
sab kuchh thā pās mere lekin na ye khuśhī thī
pūrī huī hai tumse jīvan meṅ jo kamī thī
ai husn-parī-chehrā …