Ai haseenon, nazneenon, main dil hathelee pe leke

ऐ हसीनों, नज़नीनों, मैं दिल हथेली पे लेके
Year
Language

(slow)
हेहे है हेहे है , हेहेहेहे हेहेहेहे
दो दो दो दो, बब बब बबबबब

ऐ हसीनों, नाज़नीनों, मैं दिल हथेली पे लेके आ रहा हूँ - 2
जवाब दो भी, मेरी सुनो भी
मैं कबसे नग़मे मोहब्बत के गा रहा हूँ
ऐ हसीनों …

डो डूओ डूऊओ ऊऊऊउओ

(now fast)
दिल मेरा है एक खज़ाना, छिपा जिस है दर्द पुराना
कोई है कोई लेने वाला, जो प्यार का है दीवाना
परवाना कोई आता है नहीं, मैं कब से शम्में जला रहा हूँ
ऐ हसीनों …

हा हा हा ओहो ओहो ओहो

मैं सौदागर भी नहीं हूँ, कोई जादूगर भी नहीं हूँ
बेकार हूँ ना आवारा, बेघर बेदर भी नहीं हूँ
मैं हूँ मतवाला, एक दिलवाला, साथ देगा कोई मैं बुला रहा हूँ
ऐ हसीनों

बबद बबद दशपेथ दशपेथ पेथ बेन मुशर

राही हूँ मैं अपनी धुन का, कहीं और चल जाऊंगा
ढूँढोगे मुझे रो रो के, मैं हाथ नहीं आऊँगा
ज़िद्दी हूँ मगर, नहीं दिल का बुरा
जो है दिल में, वो होंठों पे ल रहा हूँ
ऐ हसीनों …

ऐ हसीनों, नाज़नीनों, मैं दिल हथेली पे लेके आ रहा हूँ - 2
जवाब दो भी, मेरी सुनो भी - 2
जवाब दो भी, मेरी सुनो भी (fades away)

(slow)
hehe hai hehe hai , hehehehe hehehehe
do do do do, bab bab babababab

ai hasīnoṅ, nāznīnoṅ, maiṅ dil hathelī pe leke ā rahā hūṇ - 2
javāb do bhī, merī suno bhī
maiṅ kabse naġhme mohabbat ke gā rahā hūṇ
ai hasīnoṅ …

ḍo ḍūo ḍūūo ūūūuo

(now fast)
dil merā hai ek khazānā, chhipā jis hai dard purānā
koī hai koī lene vālā, jo pyār kā hai dīvānā
parvānā koī ātā hai nahīṅ, maiṅ kab se śhammeṅ jalā rahā hūṇ
ai hasīnoṅ …

hā hā hā oho oho oho

maiṅ saudāgar bhī nahīṅ hūṇ, koī jādūgar bhī nahīṅ hūṇ
bekār hūṇ nā āvārā, beghar bedar bhī nahīṅ hūṇ
maiṅ hūṇ matvālā, ek dilvālā, sāth degā koī maiṅ bulā rahā hūṇ
ai hasīnoṅ

babad babad daśhpeth daśhpeth peth ben muśhar

rāhī hūṇ maiṅ apnī dhun kā, kahīṅ aur chal jāūṅgā
ḍhūṇḍhoge mujhe ro ro ke, maiṅ hāth nahīṅ āūṇgā
ziddī hūṇ magar, nahīṅ dil kā burā
jo hai dil meṅ, vo hoṅṭhoṅ pe la rahā hūṇ
ai hasīnoṅ …

ai hasīnoṅ, nāznīnoṅ, maiṅ dil hathelī pe leke ā rahā hūṇ - 2
javāb do bhī, merī suno bhī - 2
javāb do bhī, merī suno bhī (fades away)