ऐ गुलबदन, ऐ गुलबदन, फूलों की महक काँटों की चुभन्
ऐ गुलबदन, ऐ गुलबदन, फूलों की महक काँटों की चुभन
तुझे देख के कहता है मेरा मन
कहीं आज किसी से मुहब्बत ना हो जाए
क्या हसीन मोड़ पर आ गई ज़िंदगानी
की हक़ीक़त न बन जाए मेरी कहानी
जब आहें भरे ये ठंडी पवन
सीने में सुलग उठती है अगन
तुझे देख के …
क्या अजीब रंग में सज रही है ख़ुदाई
की हर इक चीज़ मालिक ने सुंदर बनाई
नदिया का चमकता है दरपन
मुख़ड़ा देखें सपनों की दुल्हन
तुझे देख के …
मैं तुम्हीं से यूँ आँखें मिलाता चला हूँ
कि तुम्हीं को मैं तुमसे चुराता चला हूँ
मत पूछो मेरा दीवानापन
आकाश से ऊँची दिल की उड़न
तुझे देख के …
ai gulabdan, ai gulabdan, phūloṅ kī mahak kāṇṭoṅ kī chubhan
tujhe dekh ke kahtā hai merā man
kahīṅ āj kisī se muhabbat nā ho jāe
kyā hasīn moṛ par ā gaī ziṅdgānī
kī haqīqat na ban jāe merī kahānī
jab āheṅ bhare ye ṭhaṅḍī pavan
sīne meṅ sulag uṭhtī hai agan
tujhe dekh ke …
kyā ajīb raṅg meṅ saj rahī hai khudāī
kī har ik chīz mālik ne suṅdar banāī
nadiyā kā chamaktā hai darpan
mukhaṛā dekheṅ sapnoṅ kī dulhan
tujhe dekh ke …
maiṅ tumhīṅ se yūṇ āṇkheṅ milātā chalā hūṇ
ki tumhīṅ ko maiṅ tumse churātā chalā hūṇ
mat pūchho merā dīvānāpan
ākāśh se ūṇchī dil kī uṛan
tujhe dekh ke …