Ai dil tujh hee ko neend na aayee tamaam raat

ऐ दिल तुझ ही को नींद न आयी तमाम रात्
Work
Year
Language

ऐ दिल तुझ ही को नींद न आयी तमाम रात
सोता रहा ख़ुदा की ख़ुदाई तमाम रात

अपनी तो एक भी न चली दिल के सामने
रह रह के तेरी याद भुलायी तमाम रात

किस माह-ए-आसमान के तसव्वुर में रात भर
तारों तुम्हें भी नींद न आयी तमाम रात्

ai dil tujh hī ko nīṅd na āyī tamām rāt
sotā rahā khudā kī khudāī tamām rāt

apnī to ek bhī na chalī dil ke sāmne
rah rah ke terī yād bhulāyī tamām rāt

kis māh-e-āsmān ke tasavvur meṅ rāt bhar
tāroṅ tumheṅ bhī nīṅd na āyī tamām rāt