ऐ दिल दुखड़ा किसे सुनायें
ऐ दिल दुखड़ा किसे सुनायें
दुखड़ा किसे सुनायें
ऐ दिल दुखड़ा किसे सुनायें
जिस डाली पर बैठे टूटी
साजन रूठा दुनिया रूठी
अब हम रोये य मुस्कायें
दुखड़ा किसे सुनायें …
ठण्डी आहें आग लगा दे
आँसु आग पे तेल गिरा दे
हम जल जायें हम मर जायें.
दुखड़ा किसे सुनायें …
क्या एक बार तरस खाओगे
क्या एक बार चले आओगे
आओ दिल के ज़ख्म दिखायें
दुखड़ा किसे सुनायें …
ai dil dukhaṛā kise sunāyeṅ
dukhaṛā kise sunāyeṅ
ai dil dukhaṛā kise sunāyeṅ
jis ḍālī par baiṭhe ṭūṭī
sājan rūṭhā duniyā rūṭhī
ab ham roye ya muskāyeṅ
dukhaṛā kise sunāyeṅ …
ṭhaṇḍī āheṅ āg lagā de
āṇsu āg pe tel girā de
ham jal jāyeṅ ham mar jāyeṅ.
dukhaṛā kise sunāyeṅ …
kyā ek bār taras khāoge
kyā ek bār chale āoge
āo dil ke zakhm dikhāyeṅ
dukhaṛā kise sunāyeṅ …