Ai chaand tere chaandnee kee kasam mere paas bhee ek chaand hai

ऐ चाँद तेरे चाँदनी की कसम मेरे पास भी एक चाँद है
Year
Language

ऐ चाँद तेरे चाँदनी की कसम, मेरे पास भी एक चाँद है
तुझ में तो फिर भी दाग है, मेरा चाँद तो बेदाग है
तेरी दूरियोंकी कसम मेरा चाँद मेरे पास है

किरणों से भारी सुबह हो, तारों से भारी शाम
मौजों में तेरा चेहरा, फूलों में तेरा नाम
मेरे महबूब सनम तू मेरा एहसास है

तारीफ़ करो ना इतनी तुम साँसे हैं रुकी जाती
आती है शर्म सी मुझको, आँखे हैं झुक जाती
मेरी धड़कनों में सनम हर घड़ी तेरी प्यास है

ai chāṇd tere chāṇdnī kī kasam, mere pās bhī ek chāṇd hai
tujh meṅ to phir bhī dāg hai, merā chāṇd to bedāg hai
terī dūriyoṅkī kasam merā chāṇd mere pās hai

kirṇoṅ se bhārī subah ho, tāroṅ se bhārī śhām
maujoṅ meṅ terā chehrā, phūloṅ meṅ terā nām
mere mahbūb sanam tū merā ehsās hai

tārīf karo nā itnī tum sāṇse haiṅ rukī jātī
ātī hai śharm sī mujhko, āṇkhe haiṅ jhuk jātī
merī dhaṛaknoṅ meṅ sanam har ghaṛī terī pyās hai