Ai chaand pyaar meraa tujhse ye kah rahaa hai

ऐ चाँद प्यार मेरा तुझसे ये कह रहा है
Work
Year
Language

ऐ चाँद प्यार मेरा तुझसे ये कह रहा है
तू बेवफ़ा न होना
तू बेवफ़ा न होना, दुनिया तो बेवफ़ा है
ऐ चाँद प्यार मेरा …

निखरेगी चौदहवीं को जिस दम तेरी जवानी
मिट जायेगी जहाँ से उस दिन मेरी कहानी
सब आसरे तो छूटे
सब आसरे तो छूटे, एक तेरा आसरा है
ऐ चाँद प्यार मेरा …

की है अगर मुहब्बत तूने कभी किसी से
ओ आसमाँ के प्यारे फिर अर्ज़ है तुझी से
पूरा कभी न होना
पूरा कभी न होना ये मेरी इल्तजा है
ऐ चाँद प्यार मेरा …

ai chāṇd pyār merā tujhse ye kah rahā hai
tū bevafā na honā
tū bevafā na honā, duniyā to bevafā hai
ai chāṇd pyār merā …

nikhregī chaudahvīṅ ko jis dam terī javānī
miṭ jāyegī jahāṇ se us din merī kahānī
sab āsre to chhūṭe
sab āsre to chhūṭe, ek terā āsrā hai
ai chāṇd pyār merā …

kī hai agar muhabbat tūne kabhī kisī se
o āsmāṇ ke pyāre phir arz hai tujhī se
pūrā kabhī na honā
pūrā kabhī na honā ye merī iltjā hai
ai chāṇd pyār merā …