ऐ बस अब तरसाना छोड़ो ... हमें बहकाना छोड़ो
कि: हो हो हो ऐ बस अब तरसाना छोड़ो यूँ ही शरमाना छोड़ो ऊँ ऊँ
जो दिल में प्यार का तूफ़ान है हम जान गए हैं -2
आ: हमें बहकाना छोड़ो अं ह्ं के पीछे आना छोड़ो ऊँ हूँ
तुम्हें जिस चीज़ का अरमान है हम जान गए हैं
छेड़ो ना हमको हटो जाओ तुम्हें ऐसा न था हमने जाना -2
कि: छोड़ो बहाने अजी आओ भला अपनों से कैसा शरमाना
आ: पकड़ो ना आँचल मेरा जकड़ो ना बाँहें
कि जितनी आप से पहचान है हम जान गए हैं -2
कि: बस अब तरसाना छोड़ो …
करनी हैं तुमसे कई बातें वो जो कानों में कहने वाली हैं -2
आ: जानूँ मैं जानूँ सभी घातें जो हैं चालें वो देखी-भाली हैं
कि: ज़ुल्फ़ों के नीचे दे दो दिल को पनाहें
ये मुश्किल किस कदर आसान है हम जान गए हैं -2
आ: हमें बहकाना छोड़ो …
ki: ho ho ho ai bas ab tarsānā chhoṛo yūṇ hī śharmānā chhoṛo ūṇ ūṇ
jo dil meṅ pyār kā tūfān hai ham jān gae haiṅ -2
ā: hameṅ bahkānā chhoṛo aṅ hṅ ke pīchhe ānā chhoṛo ūṇ hūṇ
tumheṅ jis chīz kā armān hai ham jān gae haiṅ
chheṛo nā hamko haṭo jāo tumheṅ aisā na thā hamne jānā -2
ki: chhoṛo bahāne ajī āo bhalā apnoṅ se kaisā śharmānā
ā: pakaṛo nā āṇchal merā jakaṛo nā bāṇheṅ
ki jitnī āp se pahchān hai ham jān gae haiṅ -2
ki: bas ab tarsānā chhoṛo …
karnī haiṅ tumse kaī bāteṅ vo jo kānoṅ meṅ kahne vālī haiṅ -2
ā: jānūṇ maiṅ jānūṇ sabhī ghāteṅ jo haiṅ chāleṅ vo dekhī-bhālī haiṅ
ki: zulfoṅ ke nīche de do dil ko panāheṅ
ye muśhkil kis kadar āsān hai ham jān gae haiṅ -2
ā: hameṅ bahkānā chhoṛo …