( ऐ बादल ) -2 झूम के चल
ज़मीं को चूम के चल
मौसम महका-महका है
दिल बहका-बहका जाए
ऐ बादल झूम के …
चल -5
क्या रंग-रंगीली वादी है
ये धूप चमकती चाँदी है
इस अपने वतन से हो इस अपने वतन से
इक प्रीत की डोरी बाँधी है
हाय ऐ बादल झूम के …
झोंका जो हवा का आता है
ख़ुश्बू को चुराकर लाता है
तितली भी डोले ओ भँवरा भी बोले
झरना भी तराने गाता है
हाय ऐ बादल झूम के …
( ai bādal ) -2 jhūm ke chal
zamīṅ ko chūm ke chal
mausam mahkā-mahkā hai
dil bahkā-bahkā jāe
ai bādal jhūm ke …
chal -5
kyā raṅg-raṅgīlī vādī hai
ye dhūp chamaktī chāṇdī hai
is apne vatan se ho is apne vatan se
ik prīt kī ḍorī bāṇdhī hai
hāy ai bādal jhūm ke …
jhoṅkā jo havā kā ātā hai
khuśhbū ko churākar lātā hai
titlī bhī ḍole o bhṇvrā bhī bole
jharnā bhī tarāne gātā hai
hāy ai bādal jhūm ke …