अहल-ए-दिल यूँ भी निभा लेते हैं
अहल-ए-दिल यूँ भी निभा लेते हैं
दर्द सीने में छुपा लेते हैं
दिल कि महफ़िल में उजालों के लिये
याद की शमा जला लेते हैं
दर्द सीने में …
जलते मौसम में भी ये दीवाने
कुछ हसीं फूल खिला लेते हैं
दर्द सीने में …
अपनी आँखों को बनाकर ये ज़ुबाँ
कितने अफ़साने सुना लेते हैं
दर्द सीने में …
जिनको जीना है मोहब्बत के लिये
अपनी हस्ती को मिटा लेते हैं
दर्द सीने में …
अहल-ए-दिल यूँ भी निभा लेते हैं
दर्द सीने में छुपा लेते हैं
ahal-e-dil yūṇ bhī nibhā lete haiṅ
dard sīne meṅ chhupā lete haiṅ
dil ki mahafil meṅ ujāloṅ ke liye
yād kī śhamā jalā lete haiṅ
dard sīne meṅ …
jalte mausam meṅ bhī ye dīvāne
kuchh hasīṅ phūl khilā lete haiṅ
dard sīne meṅ …
apnī āṇkhoṅ ko banākar ye zubāṇ
kitne afsāne sunā lete haiṅ
dard sīne meṅ …
jinko jīnā hai mohabbat ke liye
apnī hastī ko miṭā lete haiṅ
dard sīne meṅ …
ahal-e-dil yūṇ bhī nibhā lete haiṅ
dard sīne meṅ chhupā lete haiṅ