Agar kisee se mohabbat na kee ... samajh lo nazar se

अगर किसी से मोहब्बत न की ... समझ लो नज़र से
Work
Year
Language

अगर किसी से मोहब्बत न की
तो कुछ ना किया
मरे बग़ैर किसी पर
कोई जिया न जिया

( समझ लो नज़र से
समझ लो नज़र से
इशारा किसी का
के दिल चाहता है
सहारा किसी का ) -2
समझ लो नज़र से

नज़र में समाती नहीं कोई सूरत
निगाहों को भाती नहीं कोईइ मूरत
के देखा है जब से -2
नज़ारा किसी का

के दिल चाहता है
सहारा किसी का
समझ लो नज़र से -2

मुहब्बत के बदले में ईमान ले लो
अगर जान काम आ सके जान ले लो
मगर दिल ना तोड़ो -2
ख़ुदारा किसी का

के दिल चाहता है
सहारा किसी का
समझ लो नज़र से -2

ना रंग-ए-मोहब्बत न बू-ए-वफ़ा है
ग़ज़ब है के ऐसों से पाला आ पड़ा है
समझते नहीं जो -2
इशारा किसी का

के दिल चाहता है
सहारा किसी का
समझ लो नज़र से -2

agar kisī se mohabbat na kī
to kuchh nā kiyā
mare baġhair kisī par
koī jiyā na jiyā

( samajh lo nazar se
samajh lo nazar se
iśhārā kisī kā
ke dil chāhtā hai
sahārā kisī kā ) -2
samajh lo nazar se

nazar meṅ samātī nahīṅ koī sūrat
nigāhoṅ ko bhātī nahīṅ koīi mūrat
ke dekhā hai jab se -2
nazārā kisī kā

ke dil chāhtā hai
sahārā kisī kā
samajh lo nazar se -2

muhabbat ke badle meṅ īmān le lo
agar jān kām ā sake jān le lo
magar dil nā toṛo -2
khudārā kisī kā

ke dil chāhtā hai
sahārā kisī kā
samajh lo nazar se -2

nā raṅg-e-mohabbat na bū-e-vafā hai
ġhazab hai ke aisoṅ se pālā ā paṛā hai
samajhte nahīṅ jo -2
iśhārā kisī kā

ke dil chāhtā hai
sahārā kisī kā
samajh lo nazar se -2