अच्छा जी मैं हारी चलो मान जाओ ना
अच्छा जी मैं हारी, चलो मान जाओ ना
देखी सब की यारी, मेरा दिल जलाओ ना
छोटे से कुसूर पे ऐसे हो खफा
रूठे तो हुजूर थे, मेरी क्या खता
देखो, दिल ना तोड़ो
छोडो, हाथ छोडो
छोड़ दिया तो हाथ मलोगे, समझे
जीवन के ये रास्ते लंबे हैं सनम
काटेंगे ये जिन्दगी, ठोकर खा के हम
जालिम साथ ले ले
अच्छे हम अकेले
चार कदम भी चल ना सकोगे, समझे
जाओ रह सकोगे ना तुम भी चैन से
तुम तो खैर लूटना जीने के मजे
क्या करना है जी के
हो रहना किसी के
हम ना रहे तो याद करोगे, समझे
achchhā jī maiṅ hārī, chalo mān jāo nā
dekhī sab kī yārī, merā dil jalāo nā
chhoṭe se kusūr pe aise ho khaphā
rūṭhe to hujūr the, merī kyā khatā
dekho, dil nā toṛo
chhoḍo, hāth chhoḍo
chhoṛ diyā to hāth maloge, samjhe
jīvan ke ye rāste laṅbe haiṅ sanam
kāṭeṅge ye jindgī, ṭhokar khā ke ham
jālim sāth le le
achchhe ham akele
chār kadam bhī chal nā sakoge, samjhe
jāo rah sakoge nā tum bhī chain se
tum to khair lūṭnā jīne ke maje
kyā karnā hai jī ke
ho rahnā kisī ke
ham nā rahe to yād karoge, samjhe