Ab teree yaad hai aur pyaar kee tanhaaee hai

अब तेरी याद है और प्यार की तन्हाई है
Work
Year
Language

अब तेरी याद है और प्यार की तन्हाई है
अब तेरी याद है
तेरे दर से मुझे तक़दीर कहाँ लाई है
अब तेरी याद है


है मेरी अपनी ख़ता तुझपे तो इल्ज़ाम नहीं
दिन को अब चैन नहीं रात को आराम नहीं
मुझसे जो भूल हुई उसकी सज़ा पाई है
अब तेरी याद है

( ग़म के उठते हुये तूफ़ान बता देते हैं
मेरे तड़पे हुये अरमान बता देते हैं ) -2
मेरी कश्ती किसी तूफ़ान से टकराई है
अब तेरी याद है


दिल तो कहता है मुझे तेरी गली जाने को
कैसे समझाऊँ मैं अब प्यार के दीवाने को
मेरा जाना ही मेरी प्रीत की रुसवाई है
अब तेरी याद है

ab terī yād hai aur pyār kī tanhāī hai
ab terī yād hai
tere dar se mujhe taqdīr kahāṇ lāī hai
ab terī yād hai

o
hai merī apnī khatā tujhpe to ilzām nahīṅ
din ko ab chain nahīṅ rāt ko ārām nahīṅ
mujhse jo bhūl huī uskī sazā pāī hai
ab terī yād hai

( ġham ke uṭhte huye tūfān batā dete haiṅ
mere taṛpe huye armān batā dete haiṅ ) -2
merī kaśhtī kisī tūfān se ṭakrāī hai
ab terī yād hai

o
dil to kahtā hai mujhe terī galī jāne ko
kaise samjhāūṇ maiṅ ab pyār ke dīvāne ko
merā jānā hī merī prīt kī rusvāī hai
ab terī yād hai