Ab tere sivaa kaun meraa krshn kanhaiyaa

अब तेरे सिवा कौन मेरा कृष्ण कन्हैया
Work
Year
Language

( अब तेरे सिवा
अब तेरे सिवा कौन मेरा कृष्ण कन्हैया
भगवान किनारे से लगा दे मेरी नैया ) -2
अब तेरे सिवा

( मेरी ख़ुशी की दुनिया बाबुल ने छीन ली
मेरे सुखों की कलियाँ क़िस्मत ने बीन ली ) -2
अब तू ही बचा लाज मेरी बन्सी-बजैया
भगवान किनारे से लगा दे मेरी नैया
अब तेरे सिवा

पूजा नहीं है पूरी अधूरी है आरती -2
ओ श्याम सलोने तुझे मीरा पुकारती -2
तुझे मीरा पुकारती
कहती है बार-बार वो ले-ले के बलैया -2
भगवान
भगवान
भगवान किनारे से लगा दे मेरी नैया
अब तेरे सिवा
अब तेरे सिवा कौन मेरा कृष्ण कन्हैया
भगवान किनारे से लगा दे मेरी नैया
अब तेरे सिवा

( ab tere sivā
ab tere sivā kaun merā kṛṣhṇ kanhaiyā
bhagvān kināre se lagā de merī naiyā ) -2
ab tere sivā

( merī khuśhī kī duniyā bābul ne chhīn lī
mere sukhoṅ kī kaliyāṇ qismat ne bīn lī ) -2
ab tū hī bachā lāj merī bansī-bajaiyā
bhagvān kināre se lagā de merī naiyā
ab tere sivā

pūjā nahīṅ hai pūrī adhūrī hai ārtī -2
o śhyām salone tujhe mīrā pukārtī -2
tujhe mīrā pukārtī
kahtī hai bār-bār vo le-le ke balaiyā -2
bhagvān
bhagvān
bhagvān kināre se lagā de merī naiyā
ab tere sivā
ab tere sivā kaun merā kṛṣhṇ kanhaiyā
bhagvān kināre se lagā de merī naiyā
ab tere sivā