अब तेरे बिन जी लेंगे हम, ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम्
अब तेरे बिन जी लेंगे हम
ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम
क्या हुआ जो एक दिल टूट गया
क्या हुआ जो एक दिल टूट गया …
अब तेरे बिन जी लेंगे हम
ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम …
तेरी आशिक़ी भी ये क्या रंग लाई
वफ़ा मैने की तूने की बेवफ़ाई
मेरी भूल थी मैं ये क्या चाहता था
किसी बेवफ़ा से वफ़ा चाहता था
तू जाने क्या बेक़रारी
बेदर्द, बेमुरव्वत
जा संगदिल हसीना
देखी तेरी मुहब्बत
अब मैने जाना तुझको बेरहम …
अब तेरे बिन जी लेंगे हम
ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम …
सनम तोड़ देता मुहब्बत के वादे
अगर जान जाता मैं तेरे इरादे
किसे मैंने चाहा
कहाँ दिल लगाया
मैं नादान था कुछ समझ ही न पाया
मेरे आँसुओं के मोती
आँखों से बहता पानी
मेरे टूटे दिल के टुकड़े
तेरे प्यार की निशानी
कैसे मैं भूलूंगा तेरे सितम
अब तेरे बिन जी लेंगे हम
ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम
क्या हुआ जो एक दिल टूट गया - 2
अब तेरे बिन जी लेंगे हम
ज़हर ज़िन्दगी का पी लेंगे हम
जी लेंगे हम … - 4
ab tere bin jī leṅge ham
zahar zindgī kā pī leṅge ham
kyā huā jo ek dil ṭūṭ gayā
kyā huā jo ek dil ṭūṭ gayā …
ab tere bin jī leṅge ham
zahar zindgī kā pī leṅge ham …
terī āśhiqī bhī ye kyā raṅg lāī
vafā maine kī tūne kī bevafāī
merī bhūl thī maiṅ ye kyā chāhtā thā
kisī bevafā se vafā chāhtā thā
tū jāne kyā beqrārī
bedard, bemuravvat
jā saṅgdil hasīnā
dekhī terī muhabbat
ab maine jānā tujhko beraham …
ab tere bin jī leṅge ham
zahar zindgī kā pī leṅge ham …
sanam toṛ detā muhabbat ke vāde
agar jān jātā maiṅ tere irāde
kise maiṅne chāhā
kahāṇ dil lagāyā
maiṅ nādān thā kuchh samajh hī na pāyā
mere āṇsuoṅ ke motī
āṇkhoṅ se bahtā pānī
mere ṭūṭe dil ke ṭukaṛe
tere pyār kī niśhānī
kaise maiṅ bhūlūṅgā tere sitam
ab tere bin jī leṅge ham
zahar zindgī kā pī leṅge ham
kyā huā jo ek dil ṭūṭ gayā - 2
ab tere bin jī leṅge ham
zahar zindgī kā pī leṅge ham
jī leṅge ham … - 4