Ab teer chale talvaar chale maine dhar lee kalaaee yaar kee

अब तीर चले तलवार चले मैने धर ली कलाई यार की
Year
Language

अब तीर चले तलवार चले मैने धर ली कलाई यार की

आज तक रही जिसके बस में तोड़ दीं वो सारी ज़ुल्मी रस्में
संग रहने की खाईं जब कसमें गले मिल मिल के कसम आ खा
अब हमको ज़रा आ जाए मज़ा
अब तीर चले …

चाहे साथी रूठ जाए मैने डाल दीं बहियां प्यार की
मैने धर ली कलाई यार की
अब हमको ज़रा रोके तो कोई आ जाए मज़ा रोके तो कोई
अब तीर चले …

ab tīr chale talvār chale maine dhar lī kalāī yār kī

āj tak rahī jiske bas meṅ toṛ dīṅ vo sārī zulmī rasmeṅ
saṅg rahne kī khāīṅ jab kasmeṅ gale mil mil ke kasam ā khā
ab hamko zarā ā jāe mazā
ab tīr chale …

chāhe sāthī rūṭh jāe maine ḍāl dīṅ bahiyāṅ pyār kī
maine dhar lī kalāī yār kī
ab hamko zarā roke to koī ā jāe mazā roke to koī
ab tīr chale …