अब मैं काह करूँ कित जाऊँ मैं काह करूँ कित जाऊँ (2)
छूट गया (3)
सब साथ सहारा
अपने भी कर गये किनारा
छूट गया सब साथ सहारा
अपने भी कर गये किनारा
इक बाज़ी में सब कुछ हारा
आशा हारी हिम्मत हारी
अब क्या दाँव लगाऊँ
मैं काह करूँ कित जाउँ
अब मैं काह करूँ कित जाऊँ
मैं काह करूँ कित जाउँ
जो पौधा सींचा मुरझाया टूट गया जो महल बनाया (2)
बुझ गया जो भी दिया जलाया
मन अंधियारा जग अंधियारा
ज्योत कहाँ से लाऊँ मैं
काह करूँ कित जाऊँ
ab maiṅ kāh karūṇ kit jāūṇ maiṅ kāh karūṇ kit jāūṇ (2)
chhūṭ gayā (3)
sab sāth sahārā
apne bhī kar gaye kinārā
chhūṭ gayā sab sāth sahārā
apne bhī kar gaye kinārā
ik bāzī meṅ sab kuchh hārā
āśhā hārī himmat hārī
ab kyā dāṇv lagāūṇ
maiṅ kāh karūṇ kit jāuṇ
ab maiṅ kāh karūṇ kit jāūṇ
maiṅ kāh karūṇ kit jāuṇ
jo paudhā sīṅchā murjhāyā ṭūṭ gayā jo mahal banāyā (2)
bujh gayā jo bhī diyā jalāyā
man aṅdhiyārā jag aṅdhiyārā
jyot kahāṇ se lāūṇ maiṅ
kāh karūṇ kit jāūṇ