अब क्या मिसाल दूँ मैं तुम्हारे शबाब की
अब क्या मिसाल दूँ मैं तुम्हारे शबाब की
इनसान बन गई है किरण माहताब की
अब क्या मिसाल दूँ …
चेहरे में घुल गया है हसीं चाँदनी का नूर
आँखों में है चमन की जवाँ रात का सुरूर
गरदन है एक झुकी हुई डाली गुलाब की
अब क्या मिसाल दूँ …
गेसू खुले तो शाम के दिल से धुआँ उठे
छूले कदम तो झुक के न फिर आस्माँ उठे
सौ बार झिलमिलाये शमा आफ़ताब की
अब क्या मिसाल दूँ …
दीवार-ओ-दर का रंग, ये आँचल, ये पैरहन
घर का मेरे चिराग़ है बूटा स ये बदन
तसवीर हो तुम्हीं मेरे जन्नत के ख़्वाब की
अब क्या मिसाल दूँ …
ab kyā misāl dūṇ maiṅ tumhāre śhabāb kī
insān ban gaī hai kiraṇ māhtāb kī
ab kyā misāl dūṇ …
chehre meṅ ghul gayā hai hasīṅ chāṇdnī kā nūr
āṇkhoṅ meṅ hai chaman kī javāṇ rāt kā surūr
gardan hai ek jhukī huī ḍālī gulāb kī
ab kyā misāl dūṇ …
gesū khule to śhām ke dil se dhuāṇ uṭhe
chhūle kadam to jhuk ke na phir āsmāṇ uṭhe
sau bār jhilmilāye śhamā āftāb kī
ab kyā misāl dūṇ …
dīvār-o-dar kā raṅg, ye āṇchal, ye pairahan
ghar kā mere chirāġh hai būṭā sa ye badan
tasvīr ho tumhīṅ mere jannat ke khvāb kī
ab kyā misāl dūṇ …