अब कौन है मेरा कहो अब कौन है मेरा
अब कौन है मेरा कहो अब कौन है मेरा -2
फ़रियाद है
फ़रियाद है तक़दीर ने लूटा है बसेरा
मेरा लूटा है बसेरा
बरबाद है दिल, उजड़ा है आशाओं का मेला
हूँ जग में अकेला
बरबाद है दिल
बरबाद है दिल, उजड़ा है आशाओं का मेला
हूँ जग में अकेला
उजड़ी हुई बस्ती में है
उजड़ी हुई बस्ती में है हर ओर अंधेरा
अब कौन है मेरा
( क्या ख़त्म न होंगे कभी ये ग़म के फ़साने
फ़ुरक़त के ज़माने ) -2
कहते हैं हर एक रात का
कहते हैं हर एक रात का होता है सवेरा
अब कौन है मेरा
तूने मुझे लूटा, तेरी दुनिया ने सताया -2
तेरी दुनिया ने सताया
अब तू ही बता क्या यही
अब तू ही बता क्या यही इन्साफ़ है तेरा
अब कौन है मेरा
अब कौन है मेरा कहो अब कौन है मेरा
फ़रियाद है
फ़रियाद है तक़दीर ने लूटा है बसेरा
मेरा लूटा है बसेरा
फ़रियाद है
ab kaun hai merā kaho ab kaun hai merā -2
fariyād hai
fariyād hai taqdīr ne lūṭā hai baserā
merā lūṭā hai baserā
barbād hai dil, ujaṛā hai āśhāoṅ kā melā
hūṇ jag meṅ akelā
barbād hai dil
barbād hai dil, ujaṛā hai āśhāoṅ kā melā
hūṇ jag meṅ akelā
ujaṛī huī bastī meṅ hai
ujaṛī huī bastī meṅ hai har or aṅdherā
ab kaun hai merā
( kyā khatm na hoṅge kabhī ye ġham ke fasāne
furaqat ke zamāne ) -2
kahte haiṅ har ek rāt kā
kahte haiṅ har ek rāt kā hotā hai saverā
ab kaun hai merā
tūne mujhe lūṭā, terī duniyā ne satāyā -2
terī duniyā ne satāyā
ab tū hī batā kyā yahī
ab tū hī batā kyā yahī insāf hai terā
ab kaun hai merā
ab kaun hai merā kaho ab kaun hai merā
fariyād hai
fariyād hai taqdīr ne lūṭā hai baserā
merā lūṭā hai baserā
fariyād hai