अब जो मिले हैं तो बाहों को बाहों में
(अब जो मिले हैं तो बाहों को बाहों में रहने दे साजना
सच्चे के झूठे हैं, होंठों को होंठों से कहने दे साजना
ना ना) -2
हाय रे, हाय रे, हाय रे, साजन
(यूँ ही नशा चढ़ता रहे) -2
के तेरा प्यार बढ़ता रहे
ये झूमता साया तेरा तन पे मेरे पड़ता रहे
तू आ गया जो होश में
(क्या होगा फिर, ये भूल जा) -2
(तू है हवा, शोला हूँ मैं) -2
मिल के भी जो मिल ना सके
बुझ ना सके तेरे बिना
तेरे बिना जल न सके
मजबूर हूँ तेरी क़सम
(झूठी नहीं मेरी वफ़ा) -2
अब जो मिले हैं तो मुझको निगाहों में रहने दे साजना
सच्चे के झूठे हैं, नैनों को नैनों से कहने दे साजना
ना ना
अब जो मिले हैं तो मुझको निगाहों में रहने दे साजना
सच्चे के झूठे हैं, नैनों को नैनों से कहने दे साजना …
(ab jo mile haiṅ to bāhoṅ ko bāhoṅ meṅ rahne de sājnā
sachche ke jhūṭhe haiṅ, hoṅṭhoṅ ko hoṅṭhoṅ se kahne de sājnā
nā nā) -2
hāy re, hāy re, hāy re, sājan
(yūṇ hī naśhā chaṛhtā rahe) -2
ke terā pyār baṛhtā rahe
ye jhūmtā sāyā terā tan pe mere paṛtā rahe
tū ā gayā jo hośh meṅ
(kyā hogā phir, ye bhūl jā) -2
(tū hai havā, śholā hūṇ maiṅ) -2
mil ke bhī jo mil nā sake
bujh nā sake tere binā
tere binā jal na sake
majbūr hūṇ terī qasam
(jhūṭhī nahīṅ merī vafā) -2
ab jo mile haiṅ to mujhko nigāhoṅ meṅ rahne de sājnā
sachche ke jhūṭhe haiṅ, nainoṅ ko nainoṅ se kahne de sājnā
nā nā
ab jo mile haiṅ to mujhko nigāhoṅ meṅ rahne de sājnā
sachche ke jhūṭhe haiṅ, nainoṅ ko nainoṅ se kahne de sājnā …