Ab to hai tumse, har khushee apnee

अब तो है तुमसे, हर खुशी अपनी
Work
Year
Language

अब तो है तुमसे हर ख़ुशी अपनी
तुमपे मरना है जिन्दगी अपनी

जब हो गया तुमपे ये दिल दीवाना
फिर चाहे जो भी कहे हमको ज़माना
कोई बनाये बातें चाहे अब जितनी

तेरे प्यार में बदनाम दूर दूर हो गए
तेरे साथ हम भी सनम मशहूर हो गए
देखो कहाँ ले जाये बेखुदी अपनी

ab to hai tumse har khuśhī apnī
tumpe marnā hai jindgī apnī

jab ho gayā tumpe ye dil dīvānā
phir chāhe jo bhī kahe hamko zamānā
koī banāye bāteṅ chāhe ab jitnī

tere pyār meṅ badnām dūr dūr ho gae
tere sāth ham bhī sanam maśhhūr ho gae
dekho kahāṇ le jāye bekhudī apnī