Ab to hai tumse har khushee apnee

अब तो है तुमसे हर खुशी अपनी
Work
Year
Language

अब तो है तुमसे हर खुशी अपनी
तुमपे मरना है ज़िंदगी अपनी
ओ ओ अब तो है तुमसे …

जब हो गया तुमपे ये दिल दीवाना
अब चाहे जो भी कहे हमको ज़माना
कोई बनाये बातें चाहे अब जितनी
ओ ओ अब तो है तुमसे …

तेरे प्यार में बदनाम दूर दूर हो गये
तेरे साथ हम भी सजन, मशहूर हो गये
देखो कहाँ ले जाये, बेखुदी अपनी
ओ ओ अब तो है तुमसे …

ab to hai tumse har khuśhī apnī
tumpe marnā hai ziṅdgī apnī
o o ab to hai tumse …

jab ho gayā tumpe ye dil dīvānā
ab chāhe jo bhī kahe hamko zamānā
koī banāye bāteṅ chāhe ab jitnī
o o ab to hai tumse …

tere pyār meṅ badnām dūr dūr ho gaye
tere sāth ham bhī sajan, maśhhūr ho gaye
dekho kahāṇ le jāye, bekhudī apnī
o o ab to hai tumse …