Ab darne kee koee baat naheen angrejee chhoraa chalaa gayaa

अब डरने की कोई बात नहीं अंगरेजी छोरा चला गया
Work
Year
Language

मु: अब डरने की कोई बात नहीं
अंगरेजी छोरा चला गया
अंगरेजी छोरा
दो: वो गोरा-गोरा चला गया
वो गोरा-गोरा

मु: आ
आ हम-तुम बैठें नीम तले
दो दिलों के होंगे आज भले
ओ दो दिलों के होंगे आज भले
था जिनका डर वो गये चले -2
दुख-दर्द की घड़ियाँ बीत गयीं
दो: अंगरेजी छोरा चला गया
अंगरेजी छोरा
वो गोरा-गोरा चला गया
वो गोरा-गोरा

ल: अब नहीं रे
अब नहीं है राज़ फ़िरंगी का
लो झंडा लगा तिरंगी का -2
अब नहीं ज़माना तंगी का
अब दिल में ख़ुशियाँ आन बसी
ल: अंगरेजी छोरा चला गया
अंगरेजी छोरा
दो: वो गोरा-गोरा चला गया
वो गोरा-गोरा

mu: ab ḍarne kī koī bāt nahīṅ
aṅgrejī chhorā chalā gayā
aṅgrejī chhorā
do: vo gorā-gorā chalā gayā
vo gorā-gorā

mu: ā
ā ham-tum baiṭheṅ nīm tale
do diloṅ ke hoṅge āj bhale
o do diloṅ ke hoṅge āj bhale
thā jinkā ḍar vo gaye chale -2
dukh-dard kī ghaṛiyāṇ bīt gayīṅ
do: aṅgrejī chhorā chalā gayā
aṅgrejī chhorā
vo gorā-gorā chalā gayā
vo gorā-gorā

la: ab nahīṅ re
ab nahīṅ hai rāz firaṅgī kā
lo jhaṅḍā lagā tiraṅgī kā -2
ab nahīṅ zamānā taṅgī kā
ab dil meṅ khuśhiyāṇ ān basī
la: aṅgrejī chhorā chalā gayā
aṅgrejī chhorā
do: vo gorā-gorā chalā gayā
vo gorā-gorā