आयी बरखा बहार पड़े बूँदन फुहार्
आयी बरखा बहार पड़े बुँदन फुहार
बैरी बिन बरखा सुहाये न सखी
ओ दैया उन बिन कछु मोहे भाये न सखी
ओ री, ओ री …
ओ पवन चले पुरवैइया, पुरवैइया
ओ मोरी डोले रे जैसे नैया, नैया
ओ मोरे राजा बलम
घर आये न सखी
बैरी बिन बरखा …
नैना तपत बालम बिना
गले मिलन को ब्याकुल सारे
ओ वई वई दैया
ओ मोरा चैन करेजवा
पाये न सखी
बैरी बिन बरखा …
याद आयी नित बात सुहानी
छलक गयी आँखों से जवानी
ओ वई वई दैया
ओ कोई छैला पिया
... भी आये न सखी
बैरी बिन बरखा …
āyī barkhā bahār paṛe buṇdan phuhār
bairī bin barkhā suhāye na sakhī
o daiyā un bin kachhu mohe bhāye na sakhī
o rī, o rī …
o pavan chale purvaiiyā, purvaiiyā
o morī ḍole re jaise naiyā, naiyā
o more rājā balam
ghar āye na sakhī
bairī bin barkhā …
nainā tapat bālam binā
gale milan ko byākul sāre
o vaī vaī daiyā
o morā chain karejvā
pāye na sakhī
bairī bin barkhā …
yād āyī nit bāt suhānī
chhalak gayī āṇkhoṅ se javānī
o vaī vaī daiyā
o koī chhailā piyā
... bhī āye na sakhī
bairī bin barkhā …