Aaye na baalam vaadaa kar ke

आये न बालम वादा कर के
Work
Year
Language

आये न बालम वादा कर के
आये न बालम वादा कर के
थक गये नैना धीरज धर के
आये न बालम …

छुप गया चन्दा लुट गयी ज्योति
तारे बन गये झूठे मोती
पड़ गये फीके रंग नजर के
आये न बालम …

आओ कि तुम बिन आँखों में दम है
रात है लम्बी जीवन कम है
देख लूँ तुम को मैं जी भर के
आये न बालम …

āye na bālam vādā kar ke
āye na bālam vādā kar ke
thak gaye nainā dhīraj dhar ke
āye na bālam …

chhup gayā chandā luṭ gayī jyoti
tāre ban gaye jhūṭhe motī
paṛ gaye phīke raṅg najar ke
āye na bālam …

āo ki tum bin āṇkhoṅ meṅ dam hai
rāt hai lambī jīvan kam hai
dekh lūṇ tum ko maiṅ jī bhar ke
āye na bālam …