आये हैं दूर से, मिलने हज़ूर से
आशा: आए हैं दूर से, मिलने हज़ूर से
ऐसे भी चुप न रहिये, कहिये जी कुछ तो कहिये
दिन है के रात है
रफ़ी: हाय …
तुमसे मेहमान क्या, मुझपे अहसान क्या
लाखों ही ज़ुल्फ़ों वाले, आती हैं घेरा डाले
मेरी क्या बात है
आशा: आये हैं दूर से …
उठ के तो देखिये, कैसी फ़िज़ा है
शरमाना छोड़िये, ये क्या अदा है
रफ़ी: तौबा ये क्या फ़रमाया
मैं तो यूँ ही शरमाया
मेरी क्या बात है
आशा: आये हैं दूर से …
रफ़ी: ओ ओ ओ …
तुमसे मेहमान का …
दिखती है रोज़ ही, ऐसी फ़िज़ाएं
मुखड़े के सामने, काली घटाएं
आशा: कोई चल जाए जादू, फिर हम पूछेंगे बाबू
दिन है के रात है …
रफ़ी: ओ ओ ओ …
तुमसे मेहमान का …
आशा: आ आ आ …
आये हैं दूर से …
āśhā: āe haiṅ dūr se, milne hazūr se
aise bhī chup na rahiye, kahiye jī kuchh to kahiye
din hai ke rāt hai
rafī: hāy …
tumse mehmān kyā, mujhpe ahsān kyā
lākhoṅ hī zulfoṅ vāle, ātī haiṅ gherā ḍāle
merī kyā bāt hai
āśhā: āye haiṅ dūr se …
uṭh ke to dekhiye, kaisī fizā hai
śharmānā chhoṛiye, ye kyā adā hai
rafī: taubā ye kyā farmāyā
maiṅ to yūṇ hī śharmāyā
merī kyā bāt hai
āśhā: āye haiṅ dūr se …
rafī: o o o …
tumse mehmān kā …
dikhtī hai roz hī, aisī fizāeṅ
mukhaṛe ke sāmne, kālī ghaṭāeṅ
āśhā: koī chal jāe jādū, phir ham pūchheṅge bābū
din hai ke rāt hai …
rafī: o o o …
tumse mehmān kā …
āśhā: ā ā ā …
āye haiṅ dūr se …